Ye hai duniya ka baazar
Ye hai duniya ka baazar
Is baazar me dekha humne
Is baazar me dekha humne
Hasne rone ka vyapar
Hasne rone ka vyapar
Kahi mile aansu ki ladiya
Kahi mile aansu ki ladiya
Kahi mile aasha ke haar
Kahi mile aasha ke haar
Kahi dard kahi pyar
Kahi jit kahi haar
Ye hai duniya ka baazar
Ye hai duniya ka baazar
Aapse miliye aji
Aapse miliye aap kaun hai shehar ke bade rayis
Aapse miliye aap kaun hai shehar ke bade rayis
Kaam aapka jeb kaatna naam char chaubis four twenty
Kaam aapka jeb kaatna naam char chaubis
Inse bachke raho sarkar ke ye hai choro ke sarkar
Ye hai duniya ka baazar
Ye hai duniya ka baazar
Aapse miliye aji
Aapse miliye aap kaun hai mittam ki li jaan
Aapse miliye aap kaun hai mittam ki li jaan
Daulat ki pehchan hai inko dil ki nahi pehchan
Daulat ki pehchan hai inko dil ki nahi pehchan
Sikho inse jhutha pyar ke ye hai choro ki dildar
Ye hai duniya ka baazar
Ye hai duniya ka baazar
| Movie | Bazaar |
| Singer | Mohammed Rafi |
| Director | K Amarnath |
| Music Composer | Shyam Sundar |
| Lyricist | Qamar Jalalabadi |
| Star Cast | Shyam, Nigar Sultana, Gope, Amir Bano, Misra, Cuckoo, Badri Prasad |

