Ye Bindiya Ye Kajra Kare Kya Ishare Lyrics | Vansh | Lata Mangeshkar | Anand Shrivastav

(Ye bindiya ye kajra kare kya ishare
Ye kangana o sajna tujhe hi pukare) – (2)
Ye mai nahi janu
Ye rab mera jane
Bina tujhe dekhe ye dil nahi mane
Ye bindiya ye kajra kare kya ishare
Ye kangana o sajna tujhe hi pukare

(Sirf yaha hum hai aur nahi koi
Dil hai jawa jage arma
Raat hai soyi) – (2)
Pas mere aaja kaisi hai ye duri
Kaisi ye betabi kaisi ye majbuiri
Bedardi bole mehandi
Pyas dil ki bujha
Ye bindiya ye kajra kare kya ishare
Ye kangana o sajna tujhe hi pukare

Tauba meri kaisa dard diya tune – 2
Sham sahar tadpe jigar kya kiya tune
Kyu mujhe tadpaye bekhabar diwane
Yu dhalak na jaye pyar ke paymane
Kahe jhumka kahe
Gajra aa gale lag ja
Ye bindiya ye kajra kare kya ishare
Ye kangana o sajna tujhe hi pukare
Ye mai nahi janu
Ye rab mera jane
Bina tujhe dekhe
Ye dil nahi mane
Ye bindiya ye kajra kare kya ishare
Ye kangana o sajna tujhe hi pukare

MovieVansh
SingerLata Mangeshkar
Music ComposerAnand Shrivastav
LyricistSameer

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *