Ye Bahar Ye Sama, Ae Dushman-E-Jaan Chal Diya Kaha Lyrics | Patthar Ke Sanam | Asha Bhosle | Laxmikant Pyarelal

Ye Bahar Ye Sama, Ae Dushman-E-Jaan Chal Diya Kaha Lyrics | Patthar Ke Sanam | Asha Bhosle | Laxmikant Pyarelal

Ye bahaar ye samaaa
Ai dushman-e-jaan chal diya kahaan
Ai dushman-e-jaan chal diya kahaan
Ye bahaar gaalon pe lat haa bekaraar
Gora badan haa pyaar pyaar
Tujhko pukaare tu nahin sunta
Kya karoon allah
Ai dushman-e-jaan chal diya kahaan
Ye bahaar gaalon pe lat haa bekaraar
Gora badan haa pyaar pyaar
Tujhko pukaare tu nahin sunta
Kya karu allah

Chhaaon bhi jo sanam teri
Chhaaon bhi jo sanam teri
Mil gayi meri chhaaon se
Daali badan ki huyi hari
Khil gayi main adaaon se
Dekho meri angdaayiyaan
Ai dushman-e-jaan chal diya kahaan
Ye bahaar gaalon pe lat haa bekaraar
Gora badan haa pyaar pyaar
Tujhko pukaare tu nahin sunta
Kya karu allaha haa

Aajaa aajaa o mat der kar
Aajaa aajaa mat der kar
Masti hai abhi chaal mein
Aayaa bhi meri jaan tu agar
Aate aate kayi saal mein
Tab tak jiyungi kahaan
Ai dushman-e-jaan
Chal diya kahaan ye bahaar
Gaalon pe lat haa bekaraar
Gora badan haa pyaar pyaar
Tujhko pukaare tu nahin sunta
Kya karoon allaha haa
Ai dushman-e-jaan chal diya kahaan
Ai dushman-e-jaan chal diya kahaan

MoviePatthar Ke Sanam
SingerAsha Bhosle
DirectorRaja Nawathe
Music ComposerLaxmikant Pyarelal
LyricistMajrooh Sultanpuri
Star CastManoj Kumar, Waheeda Rehman, Mumtaz, Pran, Mehmood, Lalita Pawar, Tiwari, Raj Mehra, Mumtaz Begum, Jankidas, Misra, Uma Dutt, Aruna Irani, Vikram, Bhushan

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *