Ye Baarishon Ka Lyrics  | Ishq Nachaye | Pankaj Udhas | Pankaj Udhas | Pankaj Udhas

Ye Baarishon Ka Lyrics | Ishq Nachaye | Pankaj Udhas | Pankaj Udhas | Pankaj Udhas

Shaaf kab imtihaan lete hain
Woh to dam deke jaan lete hain
Zeed har ik baat mein nahi achhi
Dost ki dost maan lete hain

Aayiye baarishon ka mausam hain
Aayiye baarishon ka mausam hain
Inn dino chahaton ka mausam hain
Aayiye baarishon ka mausam hain
Inn dino chahaton ka mausam hain
Aayiye baarishon ka mausam hain

Kyun lagate ho pyaar par pehare
Pyaar par pehare
Kyun lagate ho pyaar par pehare
Pyaar par pehare
Umra hain khaaisho ka mausam hain
Umra hain khaaisho ka mausam hain
Aayiye baarishon ka mausam hain

Waqt be waqt ghar se mat nikalo
Ghar se mat nikalo
Waqt be waqt ghar se mat nikalo
Ghar se mat nikalo
Har gali aashqo ka mausam hain
Har gali aashqo ka mausam hain
Aayiye baarishon ka mausam hain

Aaj kuchh maanglo naseem unse
Naseem unse
Aaj kuchh maanglo naseem unse
Naseem unse
Aaj pharmaaisho ka mausam hain
Aaj pharmaaisho ka mausam hain
Aayiye baarishon ka mausam hain
Inn dino chahaton ka mausam hain
Aayiye baarishon ka mausam hain.

MovieIshq Nachaye
SingerPankaj Udhas
Music ComposerPankaj Udhas
LyricistNaseem Ajmeri
Star CastPankaj Udhas
LabelUniversal Music

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *