Yamma Yamma Yamma Yamma, Yeh Khubsurat Sama Lyrics | Shaan | Mohammad Rafi, R D Burman | R D Burman

Yamma yamma yamma yamma, yeh khubsurat sama – (2)
Bas aaj kee rat hai jindagee, kal ham kahan tum kaha – (2)

Kab kya ho jaye kisko khaber, aa nachle jhumkar
Yeh jindagee ek lamba safar, pal bhar ke sab ham safar
Ek rat ke mehman sab yaha, kal ham kahan tum kaha
Haste huwe aisee shan se, divane jal jayenge

Are jalatee shama se milke gale, parwane jal jayenge
Reh jayga yado kaa diya, kal ham kaha tum kaha
Yamma yamma yamma yamma, yeh khubsurat sama
Bas aaj kee rat hai jindagee, kal ham kahan tum kaha – (2)

MovieShaan
SingerMohammad Rafi, R D Burman
Music ComposerR D Burman

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *