Yahin Guzaar Doon Lyrics | Amaal Mallik, Shreya Ghoshal

Yahin Guzaar Doon Lyrics | Amaal Mallik, Shreya Ghoshal

Ummm Aa

Iss Duniya Ke Andheron Mein
Jab Tu Mere Qareeb Aaya
Kuch Bhi Na Tha Inn Lakeeron Mein
Tab Tu Leke Naseeb Aaya

Kiya Hai Kitna Tune Mere Liye
Main Kahe Jo Tu, Toh Hans Ke Mar Jaaun

Jo Haath Yeh Rahe Tere Haath Mein
Main Saari Zindagi Yahin Guzaar Doon

Chale Bhi Jaaoge Toh Intezaar Mein
Woh Shaam Aakhiri Yahin Guzaar Doon

Iss Duniya Ke Andheron Mein
Jab Tu Mere Qareeb Aaya
Kuch Bhi Na Tha Inn Lakeeron Mein
Tab Tu Leke Naseeb Aaya

Mujhe Yaad Hai Woh Din Aaj Bhi
Main Chalke Tere Paas Aaya Tha
Nahi Tha Koi Jahaan Mein Mera
Tune Hi Gale Lagaya Tha

Ho Mila Jo Tu Toh Har Khushi Mil Gayi Hai
Ab Iss Se Zyada Aur Kya Maangu

Koi Aisa Pal Jiya Hi Nahi
Jiss Mein Tera Naam Na Liya
Tere Ho Gaye Toh Humne, Sanam
Sab Se Faasla Bana Liya

Jo Haath Yeh Rahe Tere Haath Mein
Main Saari Zindagi Yahin Guzaar Doon
Chale Bhi Jaaoge Toh Intezaar Mein
Woh Shaam Aakhiri Yahin Guzaar Doon

SingerAmaal Mallik, Shreya Ghoshal
Music ComposerAmaal Mallik
LyricistKunaal Vermaa
LabelAmaal Mallik

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *