Yahi pe yahi pe yahi pe kahi ek lamha khil rha
Wahi pe wahi pe wahi pe duja ek lamha mil rha
Inko jeele jara ye hai jis tarha
Dundhe kyo inme bhala falsafa
Yahi pe yahi pe yahi pe kahi ek lamha khil rha
Wahi pe wahi pe wahi pe duja ek lamha mil rha
Inko jeele jara ye hai jis tarha
Dundhe kyo inme bhala falsafa haha
Inme jo lufat hai kyo kbhi aajamaya nahi
Dayaro me badhe baithe the hum yuhi
Bewajah bhi hoti hai baatein yu to kyi
Dhundhe kyo unme wajah har dafa o o
Yahi pe yahi pe yahi pe kahi ek lamha khil rha
Wahi pe wahi pe wahi pe duja ek lamha mil rha
Inko jeele jara ye hai jis tarha
Dundhe kyo inme bhala falsafa hoho wo
Kya pata kya hai ye
Ho raha dono ke darmiya
Sakhtiya jo pighal ke bane narmiya
Jo laga tha ajnabi pahli najar hume
Lage kyo ab wahi humnawa
Yahi pe yahi pe yahi pe kahi ek lamha khil rha
Khil rha
Wahi pe wahi pe wahi pe duja ek lamha mil rha
Inko jeele jara ye hai jis tarha
Jis tarha
Dundhe kyo inme bhala falsafa
Falsafa
Yahi pe yahi pe yahi pe kahi ek lamha khil rha
Wahi pe wahi pe wahi pe duja ek lamha mil rha
| Movie | Pappu Can't Dance Saala |
| Singer | Shilpa Rao, Sangeet Haldipur |
| Director | Saurabh Shukla |
| Music Composer | Malhar |
| Lyricist | Amitabh Bhattacharya, Saurabh Shukla |
| Star Cast | Vinay Pathak, Neha Dhupia, Rajat Kapoor, Naseeruddin Shah, Sanjay Mishra, Brijendra Kala, Veena Malik, Saurabh Shukla, Eddie Seth, Kanchan Pagare, Rati Shankar Tripathi, Datta Sonawane, Anand Abhyankar |

