Yahi Hai Meri Zindagi Lyrics | Rhythmic Love | Lalit Pandit | Jatin Lalit

Yahi Hai Meri Zindagi Lyrics | Rhythmic Love | Lalit Pandit | Jatin Lalit

Yahi hai meri zindagi
Main naachunga gaaunga yahi
Bulau tumko jo kabhi to aa jana
Yahi hai meri zindagi
Main naachunga gaaunga yahi
Bulau tumko jo kabhi to aa jana
Aa jana
Aa jana

Khush rahna
Sabko hansana
Rutha ho usko manana khushi hai bas yahi
Khush rahna
Sabko hansana
Rutha ho usko manana khushi hai bas yahi
Yahi hai meri zindagi
Main naachunga gaaunga yahi
Bulau tumko jo kabhi to aa jana
Aa jana
Aa jana

Maalik ho tum apne dil ke
Chalna kya itna sambhal ke
Ye kaisi zindagi
Maalik ho tum apne dil ke
Chalna kya itna sambhal ke
Ye kaisi zindagi
Yahi hai meri zindagi
Main naachunga gaaunga yahi
Bulau tumko jo kabhi to aa jana
Aa jana
Aa jana

Jo kahta hu sunte jaao
Khaao peeyo naacho gaao
Khushi hai bas yahi
Jo kahta hu sunte jaao
Khaao peeyo naacho gaao
Khushi hai bas yahi
Yahi hai meri zindagi
Main naachunga gaaunga yahi
Bulau tumko jo kabhi to aa jana
Yahi hai meri zindagi
Main naachunga gaaunga yahi
Bulau tumko jo kabhi to aa jana
Aa jana
Aa jana

MovieRhythmic Love
SingerLalit Pandit
Music ComposerJatin Lalit

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *