Yahan Pe Sab Shanti Hai Lyrics  | Raaz | Dino Morea, Bipasha Basu | Bali Brahmbhatt, Jolly Mukherjee | Nadeem Saifi, Shravan Rathod

Yahan Pe Sab Shanti Hai Lyrics | Raaz | Dino Morea, Bipasha Basu | Bali Brahmbhatt, Jolly Mukherjee | Nadeem Saifi, Shravan Rathod

Yeh shaher hai aman ka yahan ki fiza hai niraali
Yeh shaher hai aman ka yahan ki fiza hai niraali
Yahan pe sab shanti shanti hai
Yahan pe sab shanti shanti hai
Yahan pe sab shanti shanti hai
Yahan pe sab shanti shanti hai
Yahan pe sab shanti shanti hai
Yahan pe sab shanti shanti hai

Yahan dhoop hai yahan chaaon hai yahan chandni raat hai
Yahan roop hai yahan rang hai yahan husn ki baat hai
Yahan khwaab hai yahan jashn hai yahan mehfil hai jawan
Yahan shokiyaan madhoshiyaan yahan har taraf mastiyaan
Yeh shaher hai aman ka yahan ki fiza hai niraali
Yeh shaher hai aman ka yahan ki fiza hai niraali
Yahan pe sab shanti shanti hai
Yahan pe sab shanti shanti hai
Yahan pe sab shanti shanti hai
Yahan pe sab shanti shanti hai
Yahan pe sab shanti shanti hai
Yahan pe sab shanti shanti hai

Yahan raag hai yahan paag hai yahan dil mein bas pyaar hai
Yahan dosti yahan zindagi dushman yahan yaar hai
Yahan chaahatein yahan raahatein yahan chand tare mile
Yahan sardiyan yahan garmiyan yahan sare mausam khile
Yeh shaher hai aman ka yahan ki fiza hai niraali
Yeh shaher hai aman ka yahan ki fiza hai niraali
Yahan pe sab shanti shanti hai
Yahan pe sab shanti shanti hai
Yahan pe sab shanti shanti hai
Yahan pe sab shanti shanti hai
Yahan pe sab shanti shanti hai
Yahan pe sab shanti shanti hai
Shanti shanti.

MovieRaaz
SingerBali Brahmbhatt, Jolly Mukherjee, Suzanne D'Mello
DirectorVikram Bhatt
Music ComposerNadeem Saifi, Shravan Rathod
LyricistSameer
Star CastDino Morea, Bipasha Basu, Malini Sharma, Ashutosh Rana
LabelTips Music

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *