Kal ko bhulo na
Kal to bita re
Suni chaukhat pe
Dekho aaj baitha re
Kal ko bhulo na
Kal to bita re
Suni chaukhat pe
Dekho aaj baitha re
Yahan vahan
Yahan vahan
Phirta main jahan tahan
Kahan kahan
Hui jo hai khata khata khata khata
Yara hame maf kar do na
Yahan vahan
Yahan wahan
Phirta main jahan tahan
Kahan kahan
Hui jo hai khata khata khata khata
Yara hame maf kar do na
Kashti hun main woh tanha
Dhunde jo sahil
Tere dil ka woh kona
Hai meri manzil
Kashti hun main woh tanha
Dhunde jo sahil
Tere dil ka woh kona
Hai meri manzil
Mana ke tu hai na badi khafa
Main bhi zara dun yeh tujhe bata
Tere bin din ghuzar jaye
Sham dhal jaye
Rat bite na
Yahan wahan
Yahan vahan
Phirta main jahan tahan
Kahan kahan
Hui jo hai khata khata khata khata
Yara hame maf kar do na
Mujhko itna sukun hai
Sach main kehta hu
Gusse me hi sahi
Tere dil me rehta hu
Mujhko itna sukun hai
Sach main kehta hu
Gusse me hi sahi
Tere dil me rehta hu
Mangun bas main to yehi dua
Dard ki de mujhe koi dawa
Tere bin kaise samjhaye
Chain na aaye
Dil yeh mane na
Yahan vahan
Yahan wahan
Phirta main jahan tahan
Kahan kahan
Hui jo hai khata khata khata khata
Yara hame maf kar do na
Yahan vahan
Yahan wahan
Phirta main jahan tahan
Kahan kahan
Hui jo hai khata khata khata khata
Yara hame maf kar do na
| Movie | Shaadi Ke Side Effects |
| Singer | Farhan Akhtar |
| Director | Saket Chowdhary |
| Music Composer | Pritam Chakraborty |
| Lyricist | Swanand Kirkire |
| Star Cast | Farhan Akhtar, Vidya Balan, Vir Das, Ram Kapoor |

