Yaaraa O Yaaraa, Main Benaam Ho Gayaa Lyrics | Benaam | Narendra Chanchal | R D Burman

Yaaraa O Yaaraa, Main Benaam Ho Gayaa Lyrics | Benaam | Narendra Chanchal | R D Burman

Yaara o yaara
Yaara o yaara ishq ne maara
Ho gaya mai to tujhme tamaam
De rahe sab mujhe tera naam
Mai benaam ho gaya
Mai benaam ho gaya
Yaara o yaara ishq ne maara
Ho gaya mai to tujhme tamaam
De rahe sab mujhe tera naam
Mai benaam ho gaya
Mai benaam ho gaya

Teri adaaye tera hi jalwa
Kaisi ye kaliya kaisi bahaar
Ab dil to mera tera nagar hai
Ye meri akhiya hai tere dwaar
Ab mai kaha hu sab tu hi tu hai
Mera man mera tan mera naam
Mai benaam ho gaya
Ho gaya
Mai benaam ho gaya

Kaajal dhul jaaye aansu se aur rang dhule paani se
Rang chadhaaya maine milkar us dilbar jaani se
Surat meri rup hai uska
Ban gayaa ban gaya mera kaam
Mai benaam ho gaya
Ho gaya
Mai benaam ho gaya
Yaara o yaara ishq ne maara
Ho gaya mai to tujhme tamaam
De rahe sab mujhe tera naam
Mai benaam ho gaya
Mai benaam ho gaya
Yaara o yaara

MovieBenaam
SingerNarendra Chanchal
DirectorNarendra Bedi
Music ComposerR D Burman
LyricistMajrooh Sultanpuri
Star CastAmitabh Bachchan, Moushmi Chatterjee, Prem Chopra, Iftekhar, Madan Puri, Satyen Kappu, Helen, Tun Tun, Master Bunty, Narendra Chanchal, Pratima Devi, Dhumal, Kader Khan, Shobha Khote, Viju Khote, Jagdish Raaj, Sapru, Rajpal, Raju Shreshta, Sharat Saxena

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *