Yaar Bin Jee Nahi Lyrics | Jaadu | Kumar Sanu | Nadeem Shravan

Yaar Bin Jee Nahi Lyrics | Jaadu | Kumar Sanu | Nadeem Shravan

Maar kataari mar jaau
Main to yaar bin jee nahi paau
Maar kataari mar jaau
Main to yaar bin jee nahi paau
Main to yaar bin jee nahi paau

Yaar ek liye main to ban jaau jogi
Thukrau jag sara
Jag thukrau
Jag thukrau
Main to yaar pe jag thukrau
Ho maar kataari mar jaau
Main to yaar bin jee nahi paau
Main to yaar bin jee nahi paau

Sine pe sar rakh kiya tha jo vada
Vada kabhi na bhulau
Vada nibhau
Vada nibhau
Main to yaar se vada nibhau
Ho maar kataari mar jaau
Main to yaar bin jee nahi paau
Main to yaar bin jee nahi paau

Jitni hai baaki rab waapas lele
Yaar bin umar nahi chahu
Umar nahi chahu
Umar nahi chahu
Main to yaar bin umar nahi chahu
Ho maar kataari mar jaau
Main to yaar bin jee nahi paau
Maar kataari mar jaau
Main to yaar bin jee nahi paau
Main to yaar bin jee nahi paau

MovieJaadu
SingerKumar Sanu
DirectorFrancis Xavier
Music ComposerNadeem Shravan
LyricistSameer
Star CastShahrukh Khan, Raveena Tandon, Rishi Kapoor, Juhi Chawla

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *