Phulo me khusabu wahi hai
Mosam ka jadu wahi hai
Phulo me khusabu wahi hai
Mosam ka jadu wahi hai – 2
Ek tum nahi ho jo baho me
Hum dub jate hai aaho me
Aati hai teri yade yade
Teri yade yade – 2
Teri yade
Kate nahi hai kasam se
Lamhe judayi ke humse
Aati hai teri yade yade
Teri yade yade – 2
Teri yade
| Movie | Yeh Lamhe Judaai Ke |
| Singer | Kumar Sanu |
| Music Composer | Nikhil |
| Lyricist | Yogesh Gaud |
| Star Cast | Raveena Tandon, Shahrukh Khan |

