Yaad Teri Aati Hai Lyrics | Kijiye Pyaar Ka Izhaar | Madhuri Dixit | Vijayta Pandit | Aadesh Shrivastava

Yaad teri aati hai o yaara pal pal
Dil mein hoti hai mere kaisi halchal
Yaad teri aati hai o yaara pal pal
Dil mein hoti hai mere kaisi halchal
Kabhi gyaara baje kabhi baara baje
Kabhi gyaara baje kabhi baara baje

Yaad teri aati hai o yaara pal pal
Dil mein hoti hai mere kaisi halchal
Yaad teri aati hai o yaara pal pal
Dil mein hoti hai mere kaisi halchal
Kabhi gyaara baje kabhi baara baje
Kabhi gyaara baje kabhi baara baje

Lagta hai darr baadalon ki shor se
Dil mera dhak dhak kare
Haalat yeh kya kar di hai meri
Jaao tum toh o bade
Jaane kaise
Jaane kaise gayi hun main itani badal
Der se uthane lagi hoon aajkal
Jaane kaise gayi hun main itani badal
Der se uthane lagi hoon aajkal
Kabhi gyaara baje kabhi baara baje
Kabhi gyaara baje kabhi baara baje

Di hai sada tujhe kayi kayi baar
Tune kabhi suni kyun nahi
Bandh gayi mein pyaar bhari dor se
Chhodungi main tujhe yuh nahi
Aaj kahin Aaj kahin dur piya leke mujhe chal
Ghar mein toh mann mera jaata hai machal
Aaj kahin dur piya leke mujhe chal
Ghar mein toh mann mera jaata hai machal
Kabhi gyaara baje kabhi baara baje
Kabhi gyaara baje kabhi baara baje
Yaad teri aati hai o yaara pal pal
Dil mein hoti hai mere kaisi halchal
Kabhi gyaara baje kabhi baara baje
Kabhi gyaara baje kabhi baara baje.

MovieKijiye Pyaar Ka Izhaar
SingerVijayta Pandit
Music ComposerAadesh Shrivastava
Star CastMadhuri Dixit
LabelTimes Music

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *