Yaad Mujhko Kaun Aaya Lyrics | Hasrat (Pankaj Udhas) | Pankaj Udhas

Yaad Mujhko Kaun Aaya Lyrics | Hasrat (Pankaj Udhas) | Pankaj Udhas

Yaad mujhko kaun aaya raat bhar
Yaad mujhko kaun aaya raat bhar
O yaad mujhko kaun aaya raat bhar
Dil jala to
Bujh na paaya raat bhar
Ek jara si muskurahat ka asar
Ek jara si muskurahat ka asar
Chain khoya
Dil gawaya raat bhar
Yaad mujhko kaun aaya raat bhar

Ye hawa chupke se aakar keh gayi
Chandni chhat par akeli reh gayi
Ye hawa chupke se aakar keh gayi
Chandni chhat par akeli reh gayi
Tumne kyu ye dil jalaya raat bhar
Tumne kyu ye dil jalaya raat bhar
Dil jala to
Bujh na paaya raat bhar
Yaad mujhko kaun aaya raat bhar

Karwate
Bechainiya leti rahi
Naram palkein
Nam meri hoti rahi
Karwate
Bechainiya leti rahi
Naram palkein
Nam meri hoti rahi
Sona chaha
So na paaya raat bhar
Sona chaha
So na paaya raat bhar
Dil jala to
Bujh na paaya raat bhar
Yaad mujhko kaun aaya raat bhar

MovieHasrat (Pankaj Udhas)
SingerPankaj Udhas

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *