Yaad Koi Aa Raha Hai Lyrics  | Husn | Salma Agha | Salma Agha | Zafar Iqbal

Yaad Koi Aa Raha Hai Lyrics | Husn | Salma Agha | Salma Agha | Zafar Iqbal

Yaad koi aa raha hai kya karun
Yaad koi aa raha hai kya karun
Dil bahot gabhra raha hai kya karun
Yaad koi aa raha hai kya karun kya karun

Dekh kar ek daal ko udate huye aakaash par
Dekh kar ek daal ko udate huye aakaash par
Man ka panchhi ro pada hai kya karun
Yaad koi aa raha hai kya karun kya karun

Baarhaa tanhaaio mein soch ki aawaaz par
Baarhaa tanhaaio mein soch ki aawaaz par
Muntashir hota na khwaab kya karun
Yaad koi aa raha hai kya karun kya karun

Raat ki khamoshio mein dhadkane dil ki sunu
Raat ki khamoshio mein dhadkane dil ki sunu
Haay tanhaai ka aalam kya karun
Yaad koi aa raha hai kya karun kya karun
Dil bahot gabhra raha hai kya karun
Yaad koi aa raha hai kya karun kya karun.

MovieHusn
SingerSalma Agha
Music ComposerZafar Iqbal
LyricistQateel Shifai
Star CastSalma Agha
LabelVenus Records

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *