Yaad kiya dil ne kaha ho tum
Jhumatee bahaar hai kaha ho tum
Pyaar se pukaar lo jaha ho tum – (2)
O kho rahe ho aaj kis khayaal me
O dil fasa hai bebasee ke jaal me
Matlabee jahan meherbaan ho tum
Yaad kiya dil ne kaha ho tum
Pyaar se pukaar lo jaha ho tum – (2)
O raat dhal chukee hai subah ho gayee
O mai tumhaaree yaad leke kho gayee
Abb toh meree dastaan ho tum
Yaad kiya dil ne kaha ho tum
Pyaar se pukaar lo jaha ho tum – (2)
O tum hamaaree jindagee ke baag ho
O tum hamaaree raah ke charaag ho
Mere liye aasmaan ho tum, yaad kiya dil ne kaha ho tum
Pyaar se pukaar lo jaha ho tum – (2)
Hm mm mm, mm mm mm………
| Movie | Patita |
| Singer | Hemant Kumar, Lata Mangeshkar |
| Music Composer | Shankar-Jaikishan |
| Lyricist | Hasrat Jaipuri |