Yaad Aa Raha Hai Dil Ko, Bhula Hua Jamanna Lyrics | Kanchan | Suraiya | Husnlal Bhagatram

Yaad aa raha hai dil ko yaad aa raha hai dil ko
Bhula huya zamana yaad aa raha hai dil ko
Yaad aa raha hai dil ko bhula huya zamana
Yaad aa raha hai dil ko

Har shey pe zindagi thi har chij par jawani
Aankho me kahani hotho pe ek tarana
Yaad aa raha hai dil ko yaad aa raha hai dil ko
Bhula huya zamana yaad aa raha hai dil ko

Unki adaye dil ko ab yaad aa rahi hai
Chupke se unka aana aur mujhko chhed jana
Yaad aa raha hai dil ko yaad aa raha hai dil ko
Bhula huya zamana yaad aa raha hai dil ko

Dil jo khabar nahi thi ban jayega kisi din
Do din ka muskarana rone ka ek bahana
Yaad aa raha hai dil ko yaad aa raha hai dil ko
Bhula huya zamana yaad aa raha hai dil ko
Yaad aa raha hai dil ko bhula huya zamana
Yaad aa raha hai dil ko

MovieKanchan
SingerSuraiya
DirectorBrij Sharma
Music ComposerHusnlal Bhagatram
LyricistRajinder Krishan
Star CastJairaj, Suraiya, Raj Mehra, Ranjana, Sapru, Ajit

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *