Ya Rabb Tere Karam Se Hai Lyrics | Niaz Aur Namaz | Lata Mangeshkar | Shamji Ghanshyamji

Ya Rabb Tere Karam Se Hai Lyrics | Niaz Aur Namaz | Lata Mangeshkar | Shamji Ghanshyamji

Ya rab tere karam se hai ye iltiza meri
Koi khata nahi hai yahi hai khata meri
Sata le jamana mujhe bebasi me
Bala se agar aaye gum jindagi me
Sahara hai mujhko habibe khuda ka
Rasule khuda ka
Sata le jamana mujhe bebasi me
Bala se agar aaye gum jindagi me
Sahara hai mujhko habibe khuda ka
Rasule khuda ka
Satale jamana mujhe bebasi me

Meri begunahi pe ilzam rakh de
Meri begunahi pe ilzam rakh de
Jamana jo chahe mera nam rakh de
Ke aata hai jeena mujhe bekasi me
Bala se agar aaye gum jindagi me
Sahara hai mujhko habibe khuda ka
Rasule khuda ka
Satale jamana mujhe bebasi me

Mujhe dar nahi koi ranjo alam ka
Mujhe dar nahi koi ranjo alam ka
Sahe ambe aaka karam hai to gum kya
Mukkadar bhi shamil rahe dusmani me
Bala se agar aaye gum jindagi me
Sahara hai mujhko habibe khuda ka
Rasule khuda ka
Satale jamana mujhe bebasi me

Mere kamli wale ko sabki khabar hai
Mere kamli wale ko sabki khabar hai
Mere hale dil par bhi unki najar hai
Badal denge wo gum ke aasu khushi me
Badal denge wo gum ke aasu khushi me
Aasu khushi me

Satale jamana mujhe bebasi me
Bala se agar aaye gum jindagi me
Sahara hai mujhko habibe khuda ka
Rasule khuda ka
Sata le jamana mujhe bebasi me

MovieNiaz Aur Namaz
SingerLata Mangeshkar
Music ComposerShamji Ghanshyamji
LyricistAnjum Jaipuri
Star CastKeshto Mukherjee, Lalita Pawar

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *