Ya Meri Manzil Bata Lyrics  | Rakhi | Ashok Kumar, Waheeda Rehman | Mohammed Rafi | Ravi Shankar Sharma (Ravi)

Ya Meri Manzil Bata Lyrics | Rakhi | Ashok Kumar, Waheeda Rehman | Mohammed Rafi | Ravi Shankar Sharma (Ravi)

Ya meri manzil bata
Ya jindagi ko chhin le
Ya meri manzil bata
Ya jindagi ko chhin le
Jiske pichhe gum lage hai
Us khushi ko chhin le
Ya meri manzil bata
Ya jindagi ko chhin le

De nahi sakta agar
Aaram ka ek sans bhi
De nahi sakta agar
Aaram ka ek sans bhi
Paon mere tod de
Aawargi ko chhin le
Ya meri manzil bata
Ya jindagi ko chhin le
Jiske pichhe gum lage ho
Us khushi ko chhin le
Ya meri manzil bata
Ya jindagi ko chhin le

Aankh mein aasu kaha
Ro du jo apne hal par
Aankh mein aasu kaha
Ro du jo apne hal par
Aa gayi jo apne gum par
Us hasi ko chhin le
Ya meri manzil bata
Ya jindagi ko chhin le
Jiske pichhe gum lage ho
Us khushi ko chhin le
Ya meri manzil bata
Ya jindagi ko chhin le
Ya meri manzil bata
Ya jindagi ko chhin le.

MovieRakhi
SingerMohammed Rafi
DirectorA. Bhimsingh
Music ComposerRavi Shankar Sharma (Ravi)
LyricistRajendra Krishan
Star CastAshok Kumar, Waheeda Rehman, Mehmood
LabelSaregama

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *