Maine jisko dil yeh diya hai
Dil yeh diya hai
Maine jisko pyaar kiya hai
Jisko pyaar kiya hai
Maine jisko dil yeh diya hai
Maine jisko pyaar kiya hai
Woh ho tum woh ho tum
Woh ho tum woh ho tum
Woh ho tum woh ho tum
Woh ho tum woh ho tum
Maine jisko dil yeh diya hai
Dil yeh diya hai
Maine jisko pyaar kiya hai
Jisko pyaar kiya hai
Maine jisko dil yeh diya hai
Maine jisko pyaar kiya hai
Woh ho tum woh ho tum
Woh ho tum woh ho tum
Woh ho tum woh ho tum
Woh ho tum woh ho tum
Maine jisko dil yeh diya hai
Tumhe paake dilbar
Mujhe lag raha hai
Meri zindagi mein na
Ab kuch kami hai
Tumhe paake dilbar
Mujhe lag raha hai
Meri zindagi mein na
Ab kuch kami hai
Tumhaare labon pe
Jo bikhri kali hai
Woh shabnam nahin hai
Vafa ki nami hai
Jisne mera chain liya hai mera chain liya hai
Jisne mera chain liya hai
Mera chain liya hai
Maine jisko dil yeh diya hai
Maine jisko pyaar kiya hai
Woh ho tum woh ho tum
Woh ho tum woh ho tum
Woh ho tum woh ho tum
Woh ho tum woh ho tum
Maine jisko dil yeh diya hai
Sambhaala tha maine
Bahut apne dil ko
Magar yeh deewaana machalne laga hai
Sambhaala tha maine
Bahut apne dil ko
Magar yeh deewaana
Machalne laga hai
Mili teri meri nazar
Jab se dilbar
Khayaalon ka mausam badalne laga hai
Mere bas mein na mera jiya hai
Mera jiya hai
Mere bas mein na mera jiya hai
Mera jiya hai
Maine jisko dil yeh diya hai
Maine jisko pyaar kiya hai
Woh ho tum woh ho tum
Woh ho tum woh ho tum
Woh ho tum woh ho tum
Woh ho tum woh ho tum
Maine jisko dil yeh diya hai
Dil yeh diya hai
Maine jisko pyaar kiya hai
Jisko pyaar kiya hai
Maine jisko dil yeh diya hai
Maine jisko pyaar kiya hai
Woh ho tum woh ho tum
Woh ho tum woh ho tum
Woh ho tum woh ho tum
Woh ho tum woh ho tum
| Movie | Muskaan |
| Singer | Anuradha Paudwal, Sonu Nigam |
| Director | Manish Sharma, Rohit Nayyar |
| Music Composer | Nikhil Vinay |
| Lyricist | Sameer |
| Star Cast | Aftab Shivdasani, Parvin Dabbas, Neha, Gracy Singh, Anjala Zaveri, Gulshan Grover, Vrajesh Hirjee, Razzak Khan, Rajeev Varma, Sharat Saxena |

