Woh Chandani Ka Badan Lyrics  | Life Story | Chandan Dass | Chandan Dass | Chandan Dass

Woh Chandani Ka Badan Lyrics | Life Story | Chandan Dass | Chandan Dass | Chandan Dass

Woh chandani ka badan
Khusboo o ka saya hain
Woh chandani ka badan
Khusboo o ka saya hain
Bahot aziz hamein hain
Magar paraya hain
Woh chandani ka badan
Khusboo o ka saya hain

Utar bhi aao kabhi
Aasmaan ke jeene se
Utar bhi aao kabhi
Aasmaan ke jeene se
Tumhein khudane hamare
Liye banaya hain
Bahot aziz hamein hain
Magar paraya hain
Woh chandani ka badan
Khusboo o ka saya hain

Usse kisi ki mohabbat
Ka aitabaar nahi
Usse kisi ki mohabbat
Ka aitabaar nahi
Usse zamane mein
Sayad bahot sataya hain
Bahot aziz hamein hain
Magar paraya hain
Woh chandani ka badan
Khusboo o ka saya hain

Tamaam umra mera
Dam isi dhuen mein ghuta
Tamaam umra mera
Dam isi dhuen mein ghuta
Woh ik charag maine
Usse bujhaya hain
Bahot aziz hamein hain
Magar paraya hain
Woh chandani ka badan
Khusboo o ka saya hain.

MovieLife Story
SingerChandan Dass
Music ComposerChandan Dass
LyricistDr. Bashir Badr
Star CastChandan Dass
LabelUniversal Music

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *