Woh Chand Khila Woh Taare Hasse Lyrics | Anari | Lata Mangeshkar | Shankar Jaikishan

Woh Chand Khila Woh Taare Hasse Lyrics | Anari | Lata Mangeshkar | Shankar Jaikishan

Wo chaand khila wo taare hase
Ye raat ajab matwari hai
Wo chaand khila wo taare hase
Ye raat ajab matwari hai
Samajhne wale samajh gaye hai
Na samjhe na samjhe wo anari hai
Wo chaand khila wo taare hase
Ye raat ajab matwari hai
Samajhne wale samajh gaye hai
Na samjhe na samjhe wo anari hai
Wo chaand khila wo taare hase
Ye raat ajab matwari hai

Chaandi ki chamakti raahe
Wo dekho jhum jhum ke bulaye
Chaandi ki chamakti raahe
Wo dekho jhum jhum ke bulaye
Kirno ne pasari baahe ke arma naach naach laharaye
Baaje dil ke taar gaaye ye bahaar
Utare hai pyar jivan me
Baaje dil ke taar gaaye ye bahaar
Utare hai pyar jivan me
Wo chaand khila wo taare hase
Ye raat ajab matwari hai
Samajhne wale samajh gaye hai
Na samjhe na samjhe wo anari hai
Wo chaand khila wo taare hase
Ye raat ajab matwari hai

Teri laal chunariya kaali
Bahaare kispe aaj hai deewani
Teri laal chunariya kaali
Bahaare kispe aaj hai deewani
Chanda ki chaal mastani hai pagal din me raat ki rani
Taaro ka jaal mere dil me taal
Puchho na haal mere dil ka
Taaro ka jaal mere dil me taal
Puchho na haal mere dil ka
Wo chaand khila wo taare hase
Ye raat ajab matwari hai
Samajhne wale samajh gaye hai
Na samjhe na samjhe wo anari hai
Wo chaand khila wo taare hase
Ye raat ajab matwari hai

MovieAnari
SingerLata Mangeshkar
DirectorHrishikesh Mukherjee
Music ComposerShankar Jaikishan
LyricistHasrat Jaipuri
Star CastRaj Kapoor, Nutan, Lalita Pawar, Motilal, Mukri, Shobha Khote, Helen, Nana Palsikar, Ruby, Tiwari, Pran, Ashim Kumar, Paul Mahendra, Vishwa Mehra, Meena, Aruna, Viren Mathan, Nazir

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *