Woh Bhi Ro Dega Lyrics | Nasheman (Vol. 2) | Mitali Singh | Bhupinder Singh

Woh Bhi Ro Dega Lyrics | Nasheman (Vol. 2) | Mitali Singh | Bhupinder Singh

??wo bhi ro dega use haal sunaye kaise
Wo bhi ro dega use haal sunaye kaise
Mom ka ghar hai
Mom ka ghar hai
Charago ko jalaye kaise
Wo bhi ro dega use haal sunayen kaise

Dabdabai huyi aankho ka khayaal aata hai
Dabdabai huyi aankho ka khayaal aata hai
Utha ke mehfil se teri jaaye to jaaye kaise
Utha ke mehfil se teri jaaye to jaaye kaise
Mom ka ghar hai
Charago ko jalaye kaise
Wo bhi ro dega use haal sunayen kaise

Door hota to use dhundh bhi lete lekin
Door hota to use dhundh bhi lete lekin
Ruh mein chhupke jo baitha use paye kaise
Ruh mein chhupke jo baitha use paye kaise
Mom ka ghar hai
Charago ko jalaye kaise
Wo bhi ro dega use haal sunayen kaise
Wo bhi ro dega use haal sunayen kaise.

MovieNasheman (Vol. 2)
SingerMitali Singh
Music ComposerBhupinder Singh

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *