Wo raat din wo sham ki
Guzari hui kahaaniyaan
Wo raat din wo sham ki
Guzari hui kahaaniyaan
Ja tere ghar me chhod di
Pyaar ki sab nishaaniyaan
Wo raat din wo sham ki
Guzari hui kahaaniyaan
Sabra o qaraar chhin gayaa
Ghar thaa so wo bhi lut gayaa
Sabra o qaraar chhin gayaa
Ghar thaa so wo bhi lut gayaa
Yaad rahegi umra bhar
Aap ki maharbaaniyaan
Wo raat din wo sham ki
Guzari hui kahaaniyaan
Ja tere ghar me chhod di
Pyaar ki sab nishaaniyaan
Aaye bhi aur chale gaye
Din mere bahaar ke
Aaye bhi aur chale gaye
Din mere bahaar ke
Ab hai fhizaa ki god me
Roti hui javaaniyaan
Wo raat din wo sham ki
Guzari hui kahaaniyaan
Ja tere ghar me chhod di
Pyaar ki sab nishaaniyaan.
| Movie | Saiyan |
| Singer | Lata Mangeshkar |
| Director | M. Sadiq |
| Music Composer | Sajjad Hussain |
| Lyricist | Deena Nath Madhok (D. N. Madhok) |
| Star Cast | Ajit, Sajjan, Madhubala, Raj Mehra, Leela Chitnis, Jayant, Ramesh Thakur, Cuckoo, Abbas, Ramesh Sinha, Amar, Amir Ali |
| Label | Saregama |

