Wo Muqaddar Na Raha Lyrics | Shirin Farhad | Nissar, Jehanara Kajjan | Jahan Ara Kajjan

Wo muqaddar na raha aur
Wo zamana na raha
Tum jo begaane huye
Koi ya gana na raha
O zami tu hi lab e gaur
Se itna kah de
Aa meri god me gar
Koi thikana na raha

Jisaki ummid me jite
The khafaa hai wo bhi
Ai azal baki koi ab to
Bahana na raha
Raham kar raham kar ki
Ye ishq sitam hai mujh par
Tir phir kis pai chalege
Jo nishana na raha.

MovieShirin Farhad
SingerJahan Ara Kajjan
DirectorJ. J. Madan
LyricistAgha Hashra Kashmiri
Star CastNissar, Jehanara Kajjan, Mohammed Hussain, Abdul Rehman Kabuli, Sharifa

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *