Wo Jo Bichhade Hai Lyrics | Aaj Ka MLA Ramavtar | Asha Bhosle, Mahendra Kapoor | Bappi Lahiri

Wo jo bichhade hai yaad aate hai – 2
Beete din jaan leke jate hai – 2
Tut kar bhi ye tutate hi nahi – 2
Jindgi bhar ke ye to nate hai
Wo jo bichhade hai yaad aate hai

(Der lagti hai badalate mosam
Log kya jaldi badal jate hai) – (2)
Wo jo bichhade hai yaad aate hai
Beete din jaan leke jate hai
Wo jo bichhade hai yaad aate hai

(Dekh kar humko ji rahe the jo
Aaj muh bhi nahi dikhate hai) – (2)
Wo jo bichhade hai yaad aate hai
Beete din jaan leke jate hai
Wo jo bichhade hai yaad aate hai

(Saans bhi bojh hai unse puchho
Lash apni jo khud uthate hai) – (2)
Wo jo bichhade hai yaad aate hai
Beete din jaan leke jate hai
Tut kar bhi ye tutate hi nahi – 2
Jindagi bhar ke ye to nate hai
Wo jo bichhade hai yaad aate hai – 2

MovieAaj Ka MLA Ramavtar
SingerAsha Bhosle, Mahendra Kapoor
Music ComposerBappi Lahiri
LyricistIndeevar

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *