Wallah Wallah Lyrics  | Pardesi | Mithun Chakraborty, Pankaj Dheer | Anuradha Paudwal | Anand Shrivastav, Milind Shrivastav

Wallah Wallah Lyrics | Pardesi | Mithun Chakraborty, Pankaj Dheer | Anuradha Paudwal | Anand Shrivastav, Milind Shrivastav

Wallah wallah wallah wallah
Wallah wallah wallah wallah
Wallah wallah wallah wallah
Sare gaon mein mach gaya halla
Sare gaon mein mach gaya halla
Ho gaya meri ungali ka chhalla
Ho gaya meri ungali ka chhalla
Wallah wallah wallah wallah
Wallah wallah wallah wallah
Sare gaon mein mach gaya halla
Sare gaon mein mach gaya halla
Ho gaya meri ungali ka chhalla
Ho gaya meri ungali ka chhalla
Ho gaya meri ungali ka chhalla
Ho gaya meri ungali ka chhalla

Dhabe mein khana khane gayi thi
Dhabe mein khana khane gayi thi
Main apna dil bahelane gayi thi
Main apna dil bahelane gayi thi
Meri jawani mushkil mein pad gayi
Ek aashiq se nazar meri lad gayi
Jaan bacha ke waha se main bhagi
Chhalla nahi tha subhah jab main jagi
Jaan gaya tauba sara muhalla
Ho gaya meri ungali ka chhalla
Ho gaya meri ungali ka chhalla
Ho gaya meri ungali ka chhalla
Ho gaya meri ungali ka chhalla

Bazaar mein kuch lene gayi thi
Bazaar mein kuch lene gayi thi
Kapda silaai ka dene gayi thi
Kapda silaai ka dene gayi thi
Aaye waha kuch aawara ladke
Baaho mein bhar liye mujhko jakad ke
Puchho na kaise waha se main nikli
Jaane kaha meri anguthi fisli
Aage kya ho kya saram aaye allah
Ho gaya meri ungali ka chhalla
Ho gaya meri ungali ka chhalla
Wallah wallah wallah wallah
Wallah wallah wallah wallah
Sare gaon mein mach gaya halla
Sare gaon mein mach gaya halla
Ho gaya meri ungali ka chhalla
Ho gaya meri ungali ka chhalla
Ho gaya meri ungali ka chhalla
Ho gaya meri ungali ka chhalla.

MoviePardesi
SingerAnuradha Paudwal
DirectorRaj N. Sippy
Music ComposerAnand Shrivastav, Milind Shrivastav
LyricistSameer
Star CastMithun Chakraborty, Pankaj Dheer, Shakti Kapoor, Suresh Oberoi, Sumalatha, Varsha Usgaonkar
LabelT-Series

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *