Wai Wai Main Jal Gayi Lyrics | Gaddar | Lata Mangeshkar | Laxmikant Pyarelal

Wai Wai Main Jal Gayi Lyrics | Gaddar | Lata Mangeshkar | Laxmikant Pyarelal

Wai wai main jal gayi
Ye aag hai ya jawani
Wai wai main jal gayi
Ye aag hai ya jawani
Aag bujha de pyas bujha de dil dhadka de
O dilbarjani
Wai wai main jal gayi

Main nahi janti kya tera anjaam hoga
Sabke hotho pe lekin tera he naam hoga
Tu rahe ya na rahe tu
Rahegi lekin teri kahani
Wai wai main jal gayi
Ye aag hai ya jawani
Wai wai main jal gayi

Mere hazaaro diwane maine tujhko chuna hai
Tujhsa aashiq jahan me dekha hai na suna hai
Lekin mere husan se darna
Ishq me karna na beimani
Wai wai main jal gayi
Ye aag hai ya jawani

MovieGaddar
SingerLata Mangeshkar
DirectorHarmesh Malhotra
Music ComposerLaxmikant Pyarelal
LyricistAnand Bakshi
Star CastVinod Khanna, Yogita Bali, Padma Khanna, Pran, Iftekhar, Madan Puri, Anwar Hussan, Ranjeet, Manmohan, Ajita

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *