Wah Wah Kya Baat Hai Teri Lyrics | Yudhpath | Sarika Kapoor, Simi Sinha | Dilip Sen Sameer Sen

Wah Wah Kya Baat Hai Teri Lyrics | Yudhpath | Sarika Kapoor, Simi Sinha | Dilip Sen Sameer Sen

Ho dekhe mera khel jamaana ho jaaye diwaana re
Waah waah kya hain baat teri to
Waah waah kya hain baat
Ho bhi kya hu tune to ye abhi nahi jaana re
Waah waah kya hain baat teri to
Waah waah kya hain baat
He apna jo waar hain bijali ki taar hain
Kahaa bekaar hain teri to haar hain
Chukega na dekh mera ye koi bhi nishana re
Waah waah kya hain baat teri to
Waah waah kya hain baat
Waah waah kya hain baat teri to
Waah waah kya hain baat
Waah waah kya hain baat teri to
Waah waah kya hain baat
Teri to

Tu hain badi anaari main hu badi khiladi
Bulbul tujhe banakar main ban gayi shikaari
Tu bhi hain kitani bholi
Ab band kar ye boli
Ban jaaungi main warna banduk ki ye goli
Dil ko ab thaam le tu
Jeet ka naam na le
He haraana tay hain tera
Fir ye iljaam na le
Maane na tu maane mera kaam hain samjhana re
Waah waah kya hain baat teri to
Waah waah kya hain baat
Waah waah kya hain baat teri to
Waah waah kya hain baat
Waah waah kya hain baat teri to
Waah waah kya hain baat
Teri to

Jo hain gurur tera main aaj tod dungi
Paagal bana ke tujhko main aaj chhod dungi
Meri jaan mere jalwe dekhe nahi hain tune
Dharti pe tu kadi hain
Chali aasmaan chhune
Saamana kar tu mera
Aise nahi josh me aa
Kisse takraai hain tu
Aa jara hosh me aa
Lagata hai tu khel ko samajh pariyo ka fasaana re
Waah waah kya hain baat teri to
Waah waah kya hain baat
Waah waah kya hain baat teri to
Waah waah kya hain baat
Waah waah kya hain baat teri to
Waah waah kya hain baat
Teri to

MovieYudhpath
SingerSarika Kapoor, Simi Sinha
DirectorRavi Ravan
Music ComposerDilip Sen Sameer Sen
LyricistFaiz Anwar
Star CastSiddarth, Sudesh Berry, Ekta, Kulbhushan Kharbanda, Kiran Kumar, Mohnish Bahl, Ishrat Ali

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *