Wah Kya Cheez Jawani Lyrics | Poochho Mere Dil Se | Nachiketa | Hariharan

Wah Kya Cheez Jawani Lyrics | Poochho Mere Dil Se | Nachiketa | Hariharan

Sach sach kehta hu kasam se
Wah kya cheez jawani
Jis me masti hi masti
Ye hai wahi kahani
Is mein pyar hai
Maza hai nasha hai
Iska to jaadu hai
Dil pe hi chhaya hua hai

Sach sach kehta hu kasam se
Wah kya cheez jawani
Jis me masti hi masti
Ye hai wahi kahani
Is mein pyar hai
Maza hai nasha hai
Iska to jaadu hai
Dil pe hi chhaya hua hai

Chahe koi roke tez hawa
Ya bahte pani ko
Parjan cheej koi nahi
Jo bandhe jawani ko

Chahe koi roke tez hawa
Ya bahte pani ko
Parjan cheej koi nahi
Jo bandhe jawani ko
Sach sach kehta hu kasam se
Wah kya cheez jawani
Jis me masti hi masti
Ye hai wahi kahani
Is mein pyar hai
Maza hai nasha hai
Iska to jaadu hai
Dil pe hi chhaya hua hai

Ye hain badi chanchal ziddi
Alhad deewani hai
Manmani karti hai ye iski nishani hai

Ye hai badi chanchal ziddi
Alhad deewani hai
Manamani karti hai ye iski nishani hai
Sach sach kehta hu kasam se
Wah kya cheez jawani
Jis me masti hi masti
Ye hai wahi kahani
Is mein pyar hai
Maza hai nasha hai
Iska to jaadu hai
Dil pe hi chhaya hua hai

Chori chhupke jab aaye jawani
Pankh bina ude man
Bekabu hote hain arman
Nache har dhadkan

Chori chhupke jab aaye jawani
Pankh bina ude man
Bekabu hote hai arman
Nache har dhadkan
Sach sach kehta hu kasam se
Wah kya cheez jawani
Jis me masti hi masti
Ye hai wahi kahani
Is mein pyar hai
Maza hai nasha hai
Iska to jaadu hai
Dil pe hi chhaya hua hai

Sach sach kehta hu kasam se
Wah kya cheez jawani
Jis me masti hi masti
Ye hai wahi kahani

MoviePoochho Mere Dil Se
SingerNachiketa
Music ComposerHariharan

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *