Wafa Jo Na Ki Lyrics  | Muqaddar Ka Sikandar | Amitabh Bachchan, Raakhee Gulzar | Hemlata (Lata Bhatt) | Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah

Wafa Jo Na Ki Lyrics | Muqaddar Ka Sikandar | Amitabh Bachchan, Raakhee Gulzar | Hemlata (Lata Bhatt) | Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah

Manzur nahin meri mohabbat tho kya hua
Ae dost, dushmani hi nibhaane ke liye aa
Maana tere karam ke tau qabil nahin rahe
Aa mere dil pe zulm hi dhanay ke liye aa

Wafa jo na ki tho jaffa bhi na ki jiye

Wafa jo na ki tho jaffa bhi na ki jiye
Sitam, jaan-e-man, is tarah bhi na ki jiye
Ke marne ki tamanna mein, kahin ji na jaye
Ke marne ki tamanna mein, kahin ji na jaye
Wafaa aaa aaa

Oooooo

Aaaaaaa

Nahin ishq humse, nahin na sahi
Humein ishq tumse hai hum kya kare
Hai mar mar ke jeene ki adat humein
Tumhari bhala se jiye ya mare
Bhala aaaaa
Bhala na kia tho, burra bhi na ki jiye
Sitam, jaan-e-man, is tarah bhi na ki jiye
Ke marne ki tamanna mein, kahin ji na jaye
Ke marne ki tamanna mein, kahin ji na jaye
Wafaa aaa aaa
Wafa jo na ki tho jaffa bhi na ki jiye
Sitam, jaan-e-man, is tarah bhi na ki jiye
Ke marne ki tamanna mein, kahin ji na jaye
Ke marne ki tamanna mein, kahin ji na jaye
Wafaa aaa aaa.

MovieMuqaddar Ka Sikandar
SingerHemlata (Lata Bhatt)
DirectorPrakash Mehra
Music ComposerAnandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah
LyricistAnjaan
Star CastAmitabh Bachchan, Raakhee Gulzar, Amjad Khan, Kader Khan, Vinod Khanna, Ranjeet, Rekha, Nirupa Roy, Ram Sethi
LabelSaregama

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *