Wada Humse Kiya Dil Kisi Ko Diya Lyrics | Saraswati Chandra | Mubarak Begum | Kalyanji Anandji

Wada Humse Kiya Dil Kisi Ko Diya Lyrics | Saraswati Chandra | Mubarak Begum | Kalyanji Anandji

Kya oro me dekha hai jo hamme nahi paya
Tumne hamare hote oro se dil lagaya
Wada hamse kiya dil kisi ko diya
Wada hamse kiya dil kisi ko diya
Bewafa ho bade hato jao piya
Bewafa ho bade hato jao piya
Wada hamse kiya

Tumko julfo ki jannat milegi kaha
Husn ki tumko ulfat milegi kaha
Dekh lene palat kar yahi aaoge
Tum hamari ada kaha paoge
Bin hamare kaha lag sakega jiya
Bin hamare kaha lag sakega jiya
Bewafa ho bade hato jao piya
Bewafa ho bade hato jao piya
Wada hamse kiya

Ab wo pahli najar ke irade kaha
Uamr bhar sath rahne ke wade kaha
Sare tewar tumhare nikal jayenge
Tum jo badle to hum bhi badal jayenge
Fir na kahna kabhi hamse badla liya
Fir na kahna kabhi hamse badla liya
Bewafa ho bade hato jao piya
Bewafa ho bade hato jao piya
Wada hamse kiya dil kisi ko diya
Wada hamse kiya dil kisi ko diya
Bewafa ho bade hato jao piya
Bewafa ho bade hato jao piya
Wada hamse kiya

MovieSaraswati Chandra
SingerMubarak Begum
DirectorGovind Saraiya
Music ComposerKalyanji Anandji
LyricistIndeevar
Star CastManish, Nutan, Vijaya Chaudhary, Sulochana, Ramesh Deo, Seema Deo, B M Vyas, Nayam Pally, Sulochana Chatterjee, Dulari, Indu Shivraj, Parveen Paul, Vishwas Kunte, Dhumal, Surendra, Jeevankala, Babu Raje, Ratna Mala, Daya Devi, Govind, Sadhana Khote, Omkar

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *