Use Hansanaa Bhi Hogaa, Har Dil Jo Pyaar Karegaa Lyrics | Har Dil Jo Pyar Karega | Alka Yagnik, Udit Narayan | Anu Malik

Use Hansanaa Bhi Hogaa, Har Dil Jo Pyaar Karegaa Lyrics | Har Dil Jo Pyar Karega | Alka Yagnik, Udit Narayan | Anu Malik

Use hansna bhi hoga use rona bhi hoga
Use hansna bhi hoga use rona bhi hoga
Subah shaam tanhaai me aahe bharega
Har dil jo pyaar karega..har dil jo pyaar karega
Har dil jo pyaar karega

Palko ke mahke ghar me sapna ban ke palta hai
Iski pagal dhadkan pe jor koi kaha chalta hai
Use jagna bhi hoga use sona bhi hoga
Use jina bhi hoga zahar pina bhi hoga
Kisi ke hasi chehare pe vo to marega
Har dil jo pyaar karega..har dil jo pyaar karega
Har dil jo pyaar karega

Deke chain kisi ko bechaini kyu leta hai
Ye aisa divana hai jo ishq me jaan bhi deta hai
Use kahna bhi hoga chup rahna bhi hoga
Use dard-e-judai yaha sahna bhi hoga
Laakh jhukae koi vo na jhukega
Har dil jo pyaar karega

Part 2:

Use hansna bhi hoga use rona bhi hoga
Use hansna bhi hoga use rona bhi hoga
Subah shaam tanhaai me aahe bharega
Har dil jo pyaar karega..har dil jo pyaar karega
Har dil jo pyaar karega

Leke hansi hotho pe ankho me bharke paani
Sachi muhabbat vo hai jo hans ke de de qurbani
Use rukna bhi hoga use chalna bhi hoga
Use bujhna bhi hoga use jalna bhi hoga
Pir paraai vo chhup ke sahega
Har dil jo pyaar karega..har dil jo pyaar karega
Har dil jo pyaar karega

Pedo ki har daali pe phul kaha koi khilta hai
Sabko yaha manachaha hay pyaar kahaa kab milata hai
Tanhaai me hoga shahnai me hoga
Kabhi apano me hogaa parachhai me hog
Kaanto ki raaho pe bhi hans ke chaleg
Har dil jo pyaar karega..har dil jo pyaar karega
Har dil jo pyaar karega

MovieHar Dil Jo Pyar Karega
SingerAlka Yagnik, Udit Narayan
DirectorRaj Kanwar
Music ComposerAnu Malik
LyricistSameer
Star CastSalman Khan, Preity Zinta, Rani Mukherjee, Kamini Kaushal, Paresh Rawal, Shakti Kapoor, Satish Shah, Rajeev Varma, Ajit Vachchani, Neeraj Vora, Shahrukh Khan, Sana Saeed, Anu Malik, Vinay Pathak, Razzak Khan, Asrani, Rekha Rao, Arun Bhairav, Sana, Ghanshy

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *