Us Ladki Pe Dil Aaya Hai Lyrics | Naam Gum Jaayega | Kumar Sanu, Anuradha Paudwal | Anand Milind

Us Ladki Pe Dil Aaya Hai Lyrics | Naam Gum Jaayega | Kumar Sanu, Anuradha Paudwal | Anand Milind

Rato me jagaya nindo ko udaya
Rato me jagaya nindo ko udaya
Mera dil bhi churaya hai
Us ladki pe dil aaya hai jisne mujhe sataya hai
Us ladki pe dil aaya hai jisne mujhe sataya hai
Rato me jagaya nindo ko udaya
Rato me jagaya nindo ko udaya
Mera dil bhi churaya hai
Us ladke pe dil aaya hai jisne mujhe sataya hai
Us ladke pe dil aaya hai jisne mujhe sataya hai

Dhire dhire pas aa rahi hai fir kyu mujhse dur ja rahi hai
Shayad uski ye ada hai
Wo kya jane jan ja rahi hai
Jina bhi bhulaya diwana banaya
Ho jina bhi bhulaya diwana banaya
Aisa jadu chalaya hai
Us ladki pe dil aaya hai jisne mujhe sataya hai
Us ladki pe dil aaya hai jisne mujhe sataya hai

Jaise jaise sham dhal rahi hai sine me ek aag jal rahi hai
Aankhe meri dubi intzar me har dhadkan me pyas jag rahi hai
Yado me bhi aaya khwabo me bhi aaya
Yado me bhi aaya khwabo me bhi aaya aur khyalo pe chaya hai
Us ladke pe dil aaya hai jisne mujhe sataya hai
Us ladki pe dil aaya hai jisne mujhe sataya hai

MovieNaam Gum Jaayega
SingerKumar Sanu, Anuradha Paudwal
DirectorAmol Shetge
Music ComposerAnand Milind
LyricistPraveen Bharadwaj
Star CastDia Mirza, Rakesh Bapat, Aryan Vaid, Mandira Bedi, Divya Dutta, Anil Nagrath, Sandeep Mehta

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *