Unhen Bhi Raaz E Ulfat Ki Lyrics  | Nateeja | Jillo, Yaqub | Zohrabai Ambalewali | Rasheed Attre

Unhen Bhi Raaz E Ulfat Ki Lyrics | Nateeja | Jillo, Yaqub | Zohrabai Ambalewali | Rasheed Attre

Unhen bhi raaz e ulfat ki
Na hone di khabar maine
Unhen bhi raaz e ulfat ki
Na hone di khabar maine
Unhen bhi raaz e ulfat ki
Na hone de khabar maine
Nazar mil bhi gayi to
Khud bachaa li hai nazar maine

Aa aa aaa, aa aa aaa
Qadam jab maine rakha
Raah e ulfat mein
To duniyaa ne
Ae ae ae
Qadam jab maine rakha
Raah e ulfat mein
To duniyaa ne
Mujhe aawaaz di
Lekin na dekhaa
Chaunk kar maine

Bhalaa aa aa aa
Ghairon se kyaa matlab
Jo main unse gilaa kartaa
Haay shikaayat tum se ki hai
Tum ko apnaa jaan kar maine

Aaa aa aa aa
Kahaan main aur kahaan
Dair o haram ki
Kashmakash nakshab
Kahaan main aur kahaan
Dair o haram ki
Kashmakash nakshab
Kisi ke naqsh e paa par
Rakh diya jab aaj sar maine
Unhen bhi raaz e ulfat ki
Na hone di khabar maine.

MovieNateeja
SingerZohrabai Ambalewali
DirectorNajam Naqvi
Music ComposerRasheed Attre
LyricistNakhshab Jarchavi
Star CastJillo, Yaqub, Shamim, Radhika
LabelSaregama

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *