Unhe Apna Bana Lyrics  | Bedardi | Geeta Bali, Jeevan | Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt) | Roshanlal Nagrath (Roshan)

Unhe Apna Bana Lyrics | Bedardi | Geeta Bali, Jeevan | Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt) | Roshanlal Nagrath (Roshan)

Unhe apna bana lena
Mujhe dil se bhula dena
Jaha apna basa lena
Meri duniya mita dena
Unhe apna bana lena

Ho nazar milna nazar ka
Ek dhokha tha samjh lena
Nazar ke jab tere aansu gire
Mujhko gira dena
Jaha apna basa lena
Meri duniya mita dena
Unhe apna bana lena

Main kadmo pe giru to
Mujhko raste se hata dena
Main gham ki dasta chhedu to
Sunkar muskura dena
Jaha apna basa lena
Meri duniya mita dena
Unhe apna bana lena

Ek din agar meri tarha
Tumko bhi gham bhane lage
Ek din agar meri tarha
Tumko bhi gham bhane lage
Ek din gham bhane lage
Ek din to mujhko yaad karna
Aur do aansu baha lena
Jaha apna basa lena
Meri duniya mita dena
Unhe apna bana lena.

MovieBedardi
SingerGeeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)
Music ComposerRoshanlal Nagrath (Roshan)
LyricistKidar Nath Sharma (Kedar Sharma)
Star CastGeeta Bali, Jeevan, Amirbai Karnataki, Nimmi
LabelSaregama

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *