Unhe Apna Bana Lena Meri Mujhe Dil Se Bhula Dena Lyrics | Bedardi | Geeta Dutt | Roshan

Unhe Apna Bana Lena Meri Mujhe Dil Se Bhula Dena Lyrics | Bedardi | Geeta Dutt | Roshan

Unhe apna bana lena
Mujhe dil se bhula dena
Jaha apna basa lena
Meri duniya mita dena
Unhe apna bana lena

Ho nazar milna nazar ka ek dhokha tha
Samjh lena
Nazar ke jis tarah gire aansu
Mujhko gira dena
Jaha apna basa lena
Meri duniya mita dena
Unhe apna bana lena

Mai kadmo pe giru to
Mujhko raste se hata dena
Mai gam ki daasta chhedu to
Sunkar muskura dena
Jaha apna basa lena
Meri duniya mita dena
Unhe apna bana lena

Agar meri tarha tumko bhi
Gam bhane lage ek din
Agar meri tarha tumko bhi
Gam bhane lage ek din
Gam bhane lage ek din
To mujhko yaad karna
Aur do aansu baha lena
Jaha apna basa lena
Meri duniya mita dena
Unhe apna bana lena

MovieBedardi
SingerGeeta Dutt
DirectorKidar Sharma
Music ComposerRoshan
LyricistKedar Sharma
Star CastJasant, Geeta Bali, Nimmi, Cuckoo, Manju, Amirbai Karnataki, Rashid Khan, Jeevan

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *