Ujad Gaya Hain Lyrics  | Sehra | Prashant, Sandhya | Lata Mangeshkar | Ramlal Heerapanna

Ujad Gaya Hain Lyrics | Sehra | Prashant, Sandhya | Lata Mangeshkar | Ramlal Heerapanna

Ujad gaya hain mohabbat
Me zindagi ka chaman
Sitare hain meri duniya
Ke aasun ka kafan

Takadir ka fasana
Takadir ka fasana
Ja kar kise sunaye
Is dil mein jal rahi hai
Armaan ki chitaye
Takadir ka fasana
Ja kar kise sunaye
Is dil mein jal rahi hai
Armaan ki chitaye
Takadir ka fasana

Dekhe the jo bhi sapne
Dekhe the jo bhi sapne
Wo ban gaye hain anso
Jati huyi hawao
Jati huyi hawao le jao meri ahe
Is dil mein jal rahi hai
Armaan ki chitaye
Takadir ka fasana

Apna to gam nahin hai
Apna to gam nahin hai
Gam hain to itana gam hai
Wo bewafa na samaze
Wo bewafa na samaze
Hum se badal na jaye
Is dil mein jal rahi hai
Armaan ki chitaye
Takadir ka fasana
Ja kar kise sunaye
Is dil mein jal rahi hai
Armaan ki chitaye
Takadir ka fasana.

MovieSehra
SingerLata Mangeshkar
DirectorRajaram Vankudre Shantaram
Music ComposerRamlal Heerapanna
LyricistHasrat Jaipuri
Star CastPrashant, Sandhya, Mumtaz, Ulhas, Lalita Pawar, Manmohan Krishan, Babloo, M Rajan, Baburao Pendharkar
LabelSaregama

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *