Tune Pyar Ki Bin Bajayi Lyrics | Aayi Milan Ki Raat | Anuradha Paudwal, Mohammed Aziz | Anand Shrivastav

Tune pyar ki -2 bin bajayi, main daudi chali aayi, main bhagi chali aayi – (2)
Tune dil se jo mujhko bulaya -2 main dauda chala aaya, main bhaga chala aaya

Sara sara din teri yad sataye, rat ko nind na aaye – (2)
Banwari ho gayi thi main teri, dil kahi chain na paye – (2)
Tune aisi lagan lagayi -2 main daudi chali aayi, main bhagi chali aayi

Aaja tujhe main bin banalu, apane labon se lagalu – (2)
Main tujhe dekhu, tu mujhe dekhe, ankho me aise basalu
Tune apana mujhko banaya -2 main dauda chala aaya, main bhaga chala aaya

Tera mera pyar hai sadiyo purana, jane na jane jamana – (2)
Wada kiya hai sath rahenge, wada bhul na jana
Tere pyar me duniya bhulayi -2, main daudi chali aayi, main bhagi chali aayi
Tune dil se jo mujhko bulaya -2 main dauda chala aaya, main bhaga chala aaya
Tune pyar ki -2 bin bajayi, main daudi chali aayi, main bhagi chali aayi

MovieAayi Milan Ki Raat
SingerAnuradha Paudwal, Mohammed Aziz
Music ComposerAnand Shrivastav
LyricistSameer

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *