Tune Mera Naam Liya Lyrics  | 7 Days | Avtar Gill, Goga Kapoor | Kavita Krishnamurthy, Vinod Rathod | Babul Bose

Tune Mera Naam Liya Lyrics | 7 Days | Avtar Gill, Goga Kapoor | Kavita Krishnamurthy, Vinod Rathod | Babul Bose

Tune mera naam liya
Nache gaaye mera jiya
Jhume dharti aasman
Dil chahe ud jaau
Badalo ko chhuke aau
Mil gaya sara jaha
Jine ki aarzoo hai
Marne ka hai irada
Jine ki aarzoo hai
Marne ka hai irada
Tune mera naam liya
Nache gaaye mera jiya
Jhume dharti aasman
Dil chahe ud jaau
Badalo ko chhuke aau
Mil gaya sara jaha

Tune mujhe pukara
Dil ladkhada gaya
Tune mujhe pukara
Dil ladkhada gaya
Jhauka hawa ka aake
Aanchal uda gaya
Dil dhadke tera naam le
Mujhko baaho mein tu tham le
Tune mera naam liya
Nache gaaye mera jiya
Jhume dharti aasman
Dil chahe ud jaau
Badalo ko chhuke aau
Mil gaya sara jaha
Jine ki aarzoo hai
Marne ka hai irada
Jine ki aarzoo hai
Marne ka hai irada

Tu jo hase to meri
Duniya bhi muskuraye
Tu jo hase to meri
Duniya bhi muskuraye
Mausam koi ho tu jo
Aaye bahar aaye
Mil gayi mujhe meri manzil
Tu hai jaha hai meri mehfil
Tune mera naam liya
Nache gaaye mera jiya
Jhume dharti aasman
Dil chahe ud jaau
Badalo ko chhuke aau
Mil gaya sara jaha
Jine ki aarzoo hai
Marne ka hai irada
Jine ki aarzoo hai
Marne ka hai irada

Tune mera naam liya
Nache gaaye mera jiya
Jhume dharti aasman
Dil chahe ud jaau
Badalo ko chhuke aau
Mil gaya sara jaha
Jine ki aarzoo hai
Marne ka hai irada
Jine ki aarzoo hai
Marne ka hai irada.

Movie7 Days
SingerKavita Krishnamurthy, Vinod Rathod
DirectorSunil Kumar
Music ComposerBabul Bose
LyricistNawab Arzoo
Star CastAvtar Gill, Goga Kapoor, Satyendra Kapoor, Viju Khote, Mac Mohan, Raza Murad, Amrit Pal, Ranjeet, Sudhir, Tiku Talsania
LabelTips Music

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *