Tune Ek Pal Ke Liye Lyrics | Uljhan | Kavita Krishnamurthy, Kumar Sanu | Aadesh Shrivastava

(Tune ek pal ke liye
Pyar se dekha mujhko) – (2)
Zindagi teri mohabbat ke
Hawale kar di
(Tere milne se umango pe
Nikhar aaya hai) – (2)
Har khushi teri mohabbat ke
Hawale kar di
Tune ek pal ke liye
Pyar se dekha mujhko – 2

Baato baato me jab bhi baat chale – 2
Teri bato me sari sari raat dhale
Teri bato se phul khilte hai – 2
Isliye tujhse roz milte hai
(Ishq ne mast kiya
Apne nashe me aisa) – (2)
Aashiqi teri mohabbat ke
Hawale kar di
Tere milne se umango pe
Nikhar aaya hai – 2

(Aankho aankho me
Aake kya kah gayi) – (2)
Ek pal bhi na meri aankh lagi
Teri aankho me dub ke jana – 2
Par laga hai ye tera diwana
(Bekhabar hoke bhula kar
Ye zamana sara) – (2)
Bekhudi teri mohabbat ke
Hawale kar di
Tune ek pal ke liye
Pyar se dekha mujhko
Zindagi teri mohabbat ke
Hawale kar di
Har khushi teri mohabbat ke
Hawale kar di

MovieUljhan
SingerKavita Krishnamurthy, Kumar Sanu
Music ComposerAadesh Shrivastava
LyricistMadan Pal

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *