Ho tumse dur rehke ho tumse dur rehke
Hamne jana pyar kya hai dil ne mana yar kya hai
Ho tumse dur rehke ho tumse dur rehke
Hamne jana pyar kya hai dil ne mana yar kya hai
Ho tumse dur rehke
Duriya kis liye mil gaye hain jo ham
Ab to hone do arman pure sanam
Ab to hone do arman pure sanam
Waqt aane se mit jayengi duriya
Jab na hogi jamane ki majburiya
Jab na hogi jamane ki majburiya
Ho tumse dur rehke ho tumse dur rehke
Hamne jana pyar kya hai dil ne mana yar kya hai
Ho tumse dur rehke ho tumse dur rehke
| Movie | Adalat |
| Singer | Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi |
| Director | Narinder Bedi |
| Music Composer | Kalyanji Anandji |
| Lyricist | Gulshan Bawra |
| Star Cast | Amitabh Bachchan, Waheeda Rehman, Neetu Singh, Anwar Hussan, Kader Khan, Sujit Kumar, Heena Kausar, Pinchoo Kapoor, Surendra |

