Tumse Bichhad Kar Lyrics | Khap | Jagjit Singh | Annujj Kappoo

Tumse bichhad kar tumko bhulana – 2
Mumkin hai aasaan nahi deewane dil ko samjhana
Mumkin hai aasaan nahi
Tumse bichhad kar tumko bhulana
Mumkin hai aasaan nahi
Sadiyon se raasaan hai jaari jurm hai duniya me dildari – 2

Aisi duniya se takrana mumkin hai aasaan nahi
Tumse bichhad kar tumko bhulana
Mumkin hai aasaan nahi
Chahat par pabandi kyu hai duniya itni andhi kyu hai – 2
Tumse bichhad kar tumko bhulana mumkin hai aasaan nahi

Kashti yunhi chalegi kab tak ulti ganga behegi kab tak – 2
Khoye huey ko phir se paana mumkin hai aasaan nahi
Tumse bichhad kar tumko bhulana mumkin hai aasaan nahi
Tere mere beech ki doori kyu dono ki hai majboori – 2
Doori ki deewar girana mumkin hai aasaan nahi

Tumse bichhad kar tumko bhulana mumkin hai aasaan nahi
Deewane dil ko samjhana mumkin hai aasaan nahi
Tumse bichhad kar tumko bhulana
Mumkin hai aasaan nahi – 3

MovieKhap
SingerJagjit Singh
Music ComposerAnnujj Kappoo
LyricistMuqtida Hasan Nida Fazli

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *