Tumhi Surya Tumhi Chandra Lyrics | Baba Taraknath | Bhupinder Singh, Anuradha Paudwal, Aarti Mukherjee | Neeta Sen

Tumhi surya tumhi chandar tuhi jag parbhu hai
Tuhi shakti tu hi mukti tuhi maha parbhu hai

Tumhi phul me ho kata me ho jwar or bhata me ho
Phul me ho kata me ho jwar or bhata me ho
Teri lila koi na jane sama rudr parbhu hai
Tumhi surya tumhi chandar tuhi jag parbhu hai
Tuhi shakti tu hi mukti tuhi maha parbhu hai

Tumhari prarthna japo jo kare samarpan
Amar shanti se ho jata magan man
Tumhari prarthna japo jo kare samarpan
Amar shanti se ho jata magan man
Tumhi dukh me ho sukh me ho har ek mukh me ho

Mere irado me pane ki lalasha parbhu hai
Tumhi surya tumhi chandar tuhi jag parbhu hai
Tuhi shakti tu hi mukti tuhi maha parbhu hai
Tumhi surya tumhi chandar tuhi jag parbhu hai
Tuhi shakti tu hi mukti tuhi maha parbhu hai

MovieBaba Taraknath
SingerBhupinder Singh, Anuradha Paudwal, Aarti Mukherjee
DirectorA K Chatterjee
Music ComposerNeeta Sen
LyricistKavi Pradeep
Star CastBiswajeet, Sandhya Roy, Sulochna

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *