Tumhari Yaad Ne Bechain Mujhe Raat Bhar Rakha Lyrics | Raat Ke Andhere Mein | Vinod Rathod | Surender Kohli

Tumhari yaad ne bechain mujhko rat bhar rakha

Kabhi takiya kabhi takiya
Kabhi takiya idhar rakha kabhi takiya udhar rakha

Kabhi takiya idhar rakha kabhi takiya ha

Kai din se tumhare milne ki thi aarzu dil me
Nazar aa jao bas ek bar ye thi zusatzu dil me

Ye thi zusatzu dil me
Miloge tum kabhi to dil isi ummid par rakha

Kabhi takiya aaha kabhi takiya ho o
Kabhi takiya idhar rakha kabhi takiya udhar rakha
Kabhi takiya idhar rakha kabhi takiya ha

Mile yu to kai masuk is duniya ki raho me
Magar tum jaisa katil chad gaya meri nigaho me

Meri nigaho me
Tumhari in adao ne mujhe diwana kar rakha

Kabhi takiya haye kabhi takiya hoye
Kabhi takiya idhar rakha kabhi takiya udhar rakha
Kabhi takiya idhar rakha kabhi takiya ha

Tamana thi to bas ye ithi ki tumhari did ho jaye
Tumhari did ho jaye to apni id ho jaye

Tumhari did ho jaye to apni id ho jaye to apni id ho jaye
Chhupake aaj tak ye chand ka chehara kidhar rakha
Chhupake aaj tak ye chand ka chehara kidhar rakha
Kabhi takiya kabhi takiya
Kabhi takiya idhar rakha kabhi takiya udhar rakha
Kabhi takiya idhar rakha kabhi takiya udhar rakha
Tumhari yaad ne bechain mujhko rat bhar rakha
Kabhi takiya idhar rakha kabhi takiya ha

MovieRaat Ke Andhere Mein
SingerVinod Rathod
DirectorVinod Talwar
Music ComposerSurender Kohli
LyricistGauhar Kanpuri
Star CastJaved Khan, Deepika, Mazhar Khan

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *