Tumhari Hu Mere Ho Tum Lyrics | Vishnu Puran | Asha Bhosle, Mohammed Rafi | S N Tripathi

Tumhari Hu Mere Ho Tum Lyrics | Vishnu Puran | Asha Bhosle, Mohammed Rafi | S N Tripathi

Tumhari hu mere ho tum
Tumhari hu mere ho tum tumhari meri prit hai
Janam janam se mera man
Tumhare man ka meet hai
Janam janam se mera man
Tumhare man ka meet hai tumhari meri prit hai

Rup mai tumhe kahu rup mai tumhe kahu
Pyar tum mujhe kaho jaise tan me man rahe
Mere man me tum raho sada rahega hotho pe jo
Aaj madhur geet hai tumhari meri prit hai
Tumhari hu mere ho tum tumhari meri prit hai
Janam janam se mera man
Tumhare man ka meet hai tumhari meri prit hai

Apni prem dor ye apni prem dor ye
Tute na kabhi bhi ye janam lungi baar baar
Mai tumhare liye rahenge sang sang hum
Preet ki ye reet hai tumhari meri preet hai
Tumhari hu mere ho tum tumhari meri prit hai
Janam janam se mera man
Tumhare man ka meet hai tumhari meri prit hai

MovieVishnu Puran
SingerAsha Bhosle, Mohammed Rafi
DirectorShridhar Prasad
Music ComposerS N Tripathi
LyricistB D Mishra
Star CastManish, Shilpi, Ashish Kumar, Shahu Modak, S N Tripathi, Sujata, Leela Mishra

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *