Tum Pyaar Ki Lyrics | Pyaar Mein Aisa Hota Hai | Shabab Azmi, Sujata Majumdar | Shabab Azmi

Tum Pyaar Ki Lyrics | Pyaar Mein Aisa Hota Hai | Shabab Azmi, Sujata Majumdar | Shabab Azmi

Apna bana ke koi
Sapna dikha ke koi
Nind chura ke le jata hai
Kyu dil me aake koi
Chain chura ke koi
Hosh uda ke le jata hai

Tum pyaar ki ye pehli
Tum pyaar ki ye pehli mulakaat yaad rakhna
Har baat bhul jana ek baat yaad rakhna
Tum pyaar ki ye pehli mulakaat yaad rakhna
Har baat bhul jana ek baat yaad rakhna
Har baat bhul jana ek baat yaad rakhna

Jindgi me to ye mausam aayenge jaayenge
Ye kahani do dilo ki fir se dohraayenge
Jindgi me to ye mausam aayenge jaayenge
Ye kahani do dilo ki fir se dohraayenge
Tum pyaar ki ye pehli barsaat yaad rakhna
Tum pyaar ki ye pehli barsaat yaad rakhna
Har baat bhul jana ek baat yaad rakhna
Tum pyaar ki ye pehli mulakaat yaad rakhna
Har baat bhul jana ek baat yaad rakhna
Har baat bhul jana ek baat yaad rakhna

In labo ka har tabassum ishq ke den hai
Bhigi bhigi chaandni se kis kadar chain hai
In labo ka har tabassum ishq ke den hai
Bhigi bhigi chaandni se kis kadar chain hai
Har raat se hai behtar ye raat yaad rakhna
Har raat se hai behtar ye raat yaad rakhna
Har baat bhul jana ek baat yaad rakhna
Tum pyaar ki ye pehli mulakaat yaad rakhna
Har baat bhul jana ek baat yaad rakhna
Har baat bhul jana ek baat yaad rakhna

MoviePyaar Mein Aisa Hota Hai
SingerShabab Azmi, Sujata Majumdar
DirectorRajeesh Kumar
Music ComposerShabab Azmi
LyricistIsrar Ansari
Star CastMohd Nazim, Aanamika Bawa, Rohit Rajawat, Aayushi Sharma, Aslam Khan, Eshu Pal, Santosh Raaj, Parivartan Sumani, Virender Kaushik, Harish Chopra, Virender Mishra, Sheila Sharma, Razzak Khan, Himani Shivpuri, Sujata Majumdar

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *