Tum Mere Sapno Me Aana Lyrics | Madhavi | Mohammed Rafi, Asha Bhosle | Laxmikant Pyarelal

Tum Mere Sapno Me Aana Lyrics | Madhavi | Mohammed Rafi, Asha Bhosle | Laxmikant Pyarelal

Tadhap thadap ke mohabbat din bita hai
Machal machal ke ye dil tumko yaad karta hai
Tum mere sapno me aana chhod do
Tum mere sapno me aana chhod do
Mana maine mana tum chhod ke jana chhod do
Tum chhod ke jana chhod do
Mana mana maine mana tum mere sapno me aana
Chhod do tum chhod ke jana chhod do

Cheda karta hai mujhko jamana
Mujhe kahta hai tera diwana
Choda karta hai mujhko jamana
Choda karta hai mujhko jamana
Mujhe kahta hai tera diwana
Mana maine mana pyar chhod do ya jamana chhod do
Pyar chhod do ya jamana chhod do
Mana maine mana tum chhod ke jana chhod do
Tum chhod ke jana chhod do

Dil ke hatho me tang aa gayi hu
Meri toba mai gabra gayi hu
Dil ke hatho me tang aa gayi hu
Dil ke hatho me tang aa gayi hu
Meri toba mai gabra gayi hu
Mere khawabo me gabra gayi hu
Mana maine mana ke lao paas mere dil diwana chhod do
Lao paas mere dil diwana chhod do
Mana mana maine mana tum mere sapno me aana chhod
Do tum chhod ke jana chhod do
Tum mere sapno me aana chhod do
Tum chhod ke jana chhod do

MovieMadhavi
SingerMohammed Rafi, Asha Bhosle
DirectorChanakya
Music ComposerLaxmikant Pyarelal
LyricistAnand Bakshi
Star CastSanjay Khan, Deepa, Pran, Padmini, Mukri, Mehmood, Roopesh Kumar, Murad, Aruna Irani

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *