Tum jo roothe ho maza aayega manane ka
Tum jo roothe ho maza aayega manane ka
Gudgudane ka maza or gale lagane ka
Gudgudane ka maza or gale lagane ka
Aavo sajaniya mohaniya
Aavo aavo sajaniya mohaniya
Hato bairan se jaye karo bair
Hato bairan se jaye karo bair
Chale ho baan se khiche kamaan se
Chale ho baan se khiche kamaan se
Chale ho baan baan tumko buri hai hume jalate ho
Nahi hai jaan jaan hum hai gale gair ko lagate ho
Aavo aavo jao jao bairan se jaye karo bair
Aavo aavo jao jao bairan se jaye karo bair
| Movie | Janmabhoomi |
| Singer | Sunita Devi, Mumtaz Ali |
| Director | Franz Osten |
| Music Composer | Saraswati Devi |
| Lyricist | Jamuna Swaroop Kashyap Naatwan |
| Star Cast | Ashok Kumar, Devika Rani, Kamta Prasad, Pramila P F, P F Pithavala, Chandra Prabha |

